Namastey dosto apka swagat hai es post main.Yahan hum bate karenge Yaarii Loan app ke bare main.Yaarii loan app se ap personal loan le sakte hain wo bhi online. Es post mai hum apko jankari denge ki Yaarii App se kaise loan lete hain. Es app ke jariye loan lena kafi aasan hain. Agar apko Yaarii app se loan lena hai to es par register karna hota hain aur sari details dalne ke bad aap es app se loan ke sakte ho. Yadi apko Yaarii Loan App Details in Hindi Chaiye to es article ko end tak padhiye apko app se related sari jankari mil jayegi.
Yaarii App Kya Hai?
Dosto hum apko batana chahte hai ki yaarii ek online app hai jiski help se aap loan le sakte hain. Es app mai online hi loan ke liye apply kar sakte hain. Apko personal loan lene ke liye kisi bank mai nhi jana padega. Yaarii ek Instant Personal Loan app hain jisey India Bulls ki taraf se funding milti hain jo ki ek famous company hain. Yaarii app se related aur jankari lete hain jaise ki –
- Yaarii app se kitna loan milta hain.
- Yaarii app se loan par kitna interest dena padta hain?
- Yaarii app kitne samay ke liye loan deta hain?
- Yaarii App se Personal loan ke liye konse doucments ki jarurat padti hain?
- Yaarii app se loan kaise le?
Read More:
- Vizzve Loan App Se Loan Kaise Liya Jata Hai
- PhonePe Loan Kaise Milta Hai ? | PhonePe Se Loan Kaise Le?
1. Yaarii app se kitna loan milta hain
Dosto hum apko btana chahte hai ki Yaarii app se apko 3000 se leker 15,00,000 tak ka personal loan mil sakta hain. Aur sabse achchi bat ye hai ki eske liye apko kisi ke pas janey ki jarurat bhi nhi padti. Apko es app se online apply karna hota hain bs. Loan kitne ka milega ye apke credit score par depend karta hain. Agar apka credit score achcha hai to apko 15 lack tak ka loan approve ho jata hain. Eske liye apko apni kuch details share karni hoti hai bs. Ab jantey hai ki apko es loan par kitne percent interest dena hota hain.
Read more: KreditBee Loan App: Instant Personal Loan Kaise Le [Apply Onine]
2. Yaarii app se loan par kitna interest dena padta hain?
Apki Janakri ke liye bata dein ki apko Yaarii app se loan lene par monthly interest dena hota hain. Ap jitna bhi loan lete hain us par apko monthly interest pay karna hota hain. Mininum interest 1% aur maximum 3% ho sakta hain. Agar esey hum yearly caculate karein to yearly 12% minimum aur maximum 30% interest apko Yaarii loan app par pay karna hota hain. Apko wapas bata du ki loan ki calculation monthly basis par ki jati hai. Ap jiteny bhi samay ke liye loan lete hain utne months tak apko interest dena hota hain. Ab apko jankari ho gayi hai ki Yaarii app par kitne interest lete hain. Ab hum jante hai ki Yaarii app apko kitne time ke liye loan deti hain.
Read more: Bajaj Finance Card Apply Online Free in Hindi: Bajaj Emi Card Kaise Banaye
3. Yaarii app kitne samay ke liye loan deta hain?
Dosto apko bata du ki Yaarii loan app se apko loan kitne samay ke liye milega ye es bat pe bhi depend karta hai ki apko loan amount kitna hai. Agar aap jyada amount ka loan le rahe hai to apko usey repay karne ke liye sahi time mil jata hai jiske ander aap loan ko repay kar sakte hain. Yaarii app ki help se aap 3 months se leker 2 yrs tak ke liye loan le sakte hain. Ap jitney bhi tenure ke liye loan lete hai tab tak apko interest dena hota hai. Jab ek bar apko pata chal jata hai ki kitney time ke liye loan milega to apko usey repay karne ke liye enough time mil jata hain. Aur ap loan defaulter honey se bach jatey ho.
Read more: Google Pay Se Loan Kaise Le 2021: गूगल पे लोन कैसे लेतें हैं?
4. Yaarii App se Personal loan ke liye konse doucments ki jarurat padti hain?
Yaarii app se loan lene ke liye apko kuch personal details bhari hoti hain aur docuements upload karne hote hain. Eske liye appas ID aur address proof hona jarur hain.
ID Proof – Aadhar card:- Id proof se loan company ye confirm karti hai ki wo ek sahi person ko loan de rahi hain. Id proof se loan lene wale ki pahchan ho jati hain.
Address Proof (Aadhar card/Voter ID, Passpord, Power Supply Bill / Rashan Card):- Address proof ke liye ap koi aisa documents de sakte ho jis mai ap jahan par rahte ho uska adress likha ho. Aap eske liye aadhar card, voter id, passport, power supply bill, or rashan card use kar sakte ho. En doucments se pata chal jayega ki apka koi residence hain.
Pan Card: Banking transaction ke liye hame Pan card ki jarurat hamesha padti hain. Koi bhi loan company apko bina pan card ke loan nhi degi. Bank mai bhi jab aap apna account open karwatey hai tab apse pan card lete hain. Loan lete samay bhi apko apna Pan card number dalna hota hain.
3 Months Bank Statement: 3 Months ke bank statement se ye pata chal jata hai ki apke pas ek active account hain. Agar apke pas bank statement nhi hai to ap passbook ki photo copy bhi use kar sakte hain lekin us mai 6 months se jayda ki entries honi chaiye.
Salary Slip: Agar aap kahi pe kam karte hai to apko salary slip bhi dikhani hogi jisse loan company ko ye confirm ho jata hai ki apki kitni income hai.
Read more: mPokket App se Loan Kaise Le (Student) | mPokket Loan Apply Online 2021
Yaarii App se Loan kaise Le
Yaarii app se loan lene ke liye apko niche diye gaye steps ko follow karna hoga-
- Sabse pahle apko es app ko Google play store se download karna hain.
- Eske bad app ko apne run karna hai aur es par Sign up karna hain.
- Sign up karne ke bad apko es app par apna mobile number dal kar verify karna hoga. To aap jahan par apse mobile number dalne ko kah raha hai wahan par apna mobile number fill kar lijiye. Number dalne ke bad apke number pe ek OTP aayega. Us OTP ko Yaarii app par dalkar apne number ko verify kar lein.
- Phone number verify karne ke bad apko personal loan ko select karna hai kyunki yhi loan apko online milega baki loans ke liye apko offline docments dene padte hai.
- Apko apni personal details jaise ki DOB, Name, Pan card number, etc fill karne hai aur aage process karna hain.
- Sari jankari bharne ke bad apko niche diye gaye button par click karna hain. Thodi der main apko pata chal jayega ki apko loan milega ya nhi. Agar apko loan approve hota hai to kitne ka hoga aur kitne time ke liye hoga ye bhi pata chal jayega.
Read more: Paytm Personal Loan Kaise Le : पेटीएम से लोन कैसे ले?
Conclusion:
To dosto ap es tarah Yaarii loan app se loan le sakte hain wo bhi bina kahi gaye. Yaarii app se personal loan lene ke liye apko kin documents ki jarurat padegi, loan eligibility criteria kya hain, loan kitne time ke liye milega, Loan par interest kitna dena hoga, etc sari chizey humne es article mai jani. Agar apko ye article achcha laga ho to apne friends ke sath esey jarur share karein. Post padhne ke liye dhanyawad.