Vizzve Loan Instant Personal Loan Apply Online | Vizzve Loan App Se Loan Kaise Liya Jata Hai | Vizzve Student Loan

Dosto aj es article mai hum janenge ki Vizzve app se loan kaise liya jata hain. Jaise ki ap sabko pata hai ki aj ke time pe paise ki kitni problem rahti hain. Sabhi ko paise ki jarurat padti hai chahey wo ameer ho ya garib. Agar hamey jarurat ke time pe paise mil jayein to bahut sare kaam ban jatey hain. Lekin kayi bar bahut jagah se mangney par bhi paise arrange nhi ho patey. Aise time pe loan app apke liye vardan sabit hotey hain. Enki madad se apko ghar baithey loan mil jata hain. Bs apko apni kuch personal details aur documents upload karne hotey hain aur apka loan approve ho jata hain. Vizzve loan app se apko kafi jaldi loan mil jata hain. Es article mai hum yhi janenge ki kaise hum Vizzve app se loan le. Vizzve app se loan par kitna interest dena hota hain. Vizzve app se loan kitne time ke liye milta hain, Vizzve app se kitne ka loan milta hain etc. Ye sab batein hum es article mai janenge. To chaliye shuru karte hain….

Vizzve Loan Instant Personal Loan Apply Online

Vizzve Loan app se Kitna Loan Milega?

Dosto loan lene se pahle apko hamesha ye confirm kar lena chaiye ki apko kitne ka loan mil jayega. Agar apko apni jarurat ke hisab se loan mil rha hai to esse achcha aur kya ho sakta hain. Vizzve apko Rs. 500 se leker 10,0000 tak ka loan deta hain.

Also Read: Yaari App Se Loan Kaise Lete Hain in Hindi: Yaari App Details in Hindi

Vizzve App se Apko kitne Samay ke liye loan Milega?

Dosto mai apko bata dena chahta hu ki Vizzve app se apko 3month to 1 year take ke liye loan milta hain. Es duration mai apko loan repay karna hota hain.

Also Read: KreditBee Loan App: Instant Personal Loan Kaise Le [Apply Onine]

Vizzve Loan App se kitna Interest Lagega?

Dosto apki jankari ke liye bata du ki Vizzve app se loan lene par apko 25.55% per year interest pay karna padta hain.

Also Read: Bajaj Finance Card Apply Online Free in Hindi: Bajaj Emi Card Kaise Banaye

Vizzve app se Loan Lene ke liye Konse Documents ki Jarurat Hogi?

Dosto mai apko bata du ki Vizzve app se loan lene ke liye apko ye sab chaiye –

  1. ID Proof
  2. Address Proof
  3. Selfie
  4. Aadhar card

Also Read: Google Pay Se Loan Kaise Le 2021: गूगल पे लोन कैसे लेतें हैं?

Vizzve App se Loan Eligibility Criteria kya hain?

  1. Ap ek indian citizen hone chaiye.
  2. Apke pas ek income source hona chaiye.
  3. Apki age 18-60 sal ke bich honi chaiye.

Also Read: mPokket App se Loan Kaise Le (Student) | mPokket Loan Apply Online 2021

Vizzve Loan App se Loan Kaise Le?

Dosto mai apko bata du ki Vizzvee app se loan lena kafi aasan hai. Sari process apko online hi karni hoti hain-

  1. Google playstore se apne mobile par Vizzve Loan App ko Download Karein.
  2. Eske bad apko bank mai jo registered mobile number hai same number se es app par bhi register karna hain.
  3. Eske bad apko apni basic information dalni hai.
  4. Eske bad apko apne documents upload karne hain.
  5. Details verify hone ke bad apka loan approve ho jayega aur loan amount apke bank account mai credit ho jayega.

Also Read: Paytm Personal Loan Kaise Le : पेटीएम से लोन कैसे ले?

Dosto es tarah aap Vizzve app se loan ke liye online apply kar sakte hain. Humne es article mai jana ki Vizzve app se loan kitne ka milta hain, Vizzve app se loan kitne interest par milta hain, Vizzve app se loan kitne time ke liye milta hain, Vizzve app se loan ke liye documents konse lagte hai, Loan eligibility criteria kya hain. Ye sab bate humne es article mai jani. Es article ko pura padhne ke liye bahut bahut dhanyawad.

More Read:

Check Also

Fair Money Se Loan Kaise Le

Fair Money Se Loan Kaise Le | Fair Money Loan Kaise Le | Fair Money Personal Loan Apply Online

Dost agar apko kabhi jivan mai paise ki problem aayi hai to apko pata hoga …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *