Dosto kya ap new mobile purchase karna chahte hai? Ya fir Foreign Travel karna chahte hai ya fir apko kisi urgent kam ke liye paiso ki bahut jarurat hai to apko jarur pata karna chaiye ki SimplyCash app se loan kaise lete hai.
Digital revolution se pahle apko loan lene ke liye apni chappal ghisni padti thi lekin loan companies ne apne innovative solutions se loan process ko kafi easy bana diya hai. Ab ap ghar baithe hi loan apply kar sakte hain.
Ek app ki help se ap direct loan ke liye apply kar sakte hai wo bhi bahut kam documents ke sath. Es app ka name hai SimplyCash Loan app. Es post mai apko Simple cash app loan apply online kaise karte hai, SimplyCash app se Kitna loan milta hai, Simplycash app se loan par kitna interest lagta hain, simply cash loan eligibility and documents kya hai en sab ke bare mai details mai jankari di jayegi.
Simplycash App क्या है
Dosto SimpllyCash app ki owner ek famous motocycle banana wali company Hero Fincorp Ltd hai. Hero company es app ke jariye loan dene ka kam bhi karti hai. Es loan ka use ap emergency or kuch purchase karne ke liye kar sakte hai. Ye ek personal loan hota hai jis mai apko kisi guarantor ki jarurat nhi hoti hai.
Dosto SimplyCash loan app ki help se ap easily personal loan le sakte hain. Mobile ke kuch clicks ke sath hi ap loan ke liye apply kar sakte hai aur loan approve hone mai bhi bahut kam time lagta hai. Es app ke abhi tak 10000+ downloads ho chuke hain. Eska size bhi bahut kam hai. Abhi es app ka android version hi available bhi hai. Hopefullu eska IOS version bhi jaldi release kiya jayega.
Simplycash Personal Loan कैसे ले
Dosto Simplycash app se loan lene ke liye apko es app ko install karke loan ke liye specified process ko follow karna hota hai. Jaruri documents upload karne hote hai. Apni personal information fill karni hoti hai aur verification ke bad apko loan approve ho jata hain.
Dosto es app se apko Rs. 50000 to Rs. 150000 tak ka personal loan mil jata hain. Jab ap app se loan ke liye apply kar rahe hote hai to pahle ye apki loan eligibility verify karta hai agar ap eligibile hote hai tab hi loan process ko aage badha sakte hai.
Es app se milne wala loan personal loan hote hai jis mai apko guarantor ki jarurat nhi padti hain. Ek bar loan time par repay kar dene par ap high amount loan lene ke liye eligible ho jate hai.
Eligibility For Simplycash
- Indian Citizen
- Age between 21 to 58 years
- Salary above 15000
- Salaried of Self-employed
- Smartphone with active internet
- Good Cibil Score
- Working city – Bangluru & Channai
- 6 Month bank statement
Documents Required for Simplycash
- Id Proof
- Address Proof
- Current Address Proof
- Bank Statement
- Internet Banking
- Selfie
Key Features of SimplyCash Loan
- Loan from ₹ 50K upto ₹ 1.50 Lakh
- Interest rate starting 2.08%* per month
- Processing fee @ 2.5% +GST (as applicable)
- Multiple repayment options
SimplyCash App Loan Interest Rate
Dosto Simply cash app interest rate 2.08%* per month se start hoti hai.
Simply Cash app Loan Amount
Simply cash app se customer ₹ 50K upto ₹ 1.50 Lakh tak loan le sakta hain.
Simplycash App loan kaise le
- Download & Install Simply Cash app from Google play store.
- Eske bad required loan amount & EMI select karna hai.
- Eske bad apni personal details fill karni hai.
- Eske bad apni KYC complete karni hai.
- Next Bank account information fill karni hain.
- Kuch der mai apka loan approve ho jata hai.
- Eske bad apko e-mendate digitally sign and submit karna hai.
- Eske bad loan amount sidhe apke bank account mai credit ho jayega.
Use of SimplyCash Loan
- Home Renovation/Repair
- Education
- Family Functions
- Medical Emergencies
- Purchase Home Essentials
- Travel
Hero FinCorp Customer Care Email ID
Email – Customer.Care@Herofincorp.Com
Simply Cash Loan Review
Dosto jaise ki ab hum jante hai ki es app ki owner company Hero Fincorp hai jo ki market mai kafi famous hai. Ye ek trusted loan app hai jiski help se app personal loan le sakte hai. Simplycash app se flexible tenures, attractive interest rate, and minimum documents se loan le sakte hai.
Ab apko paiso ki jarurat padhe par kisi kea age hath failaney ki jarurat nhi hain. Bs simplycash app ko download karna hai aur loan ke liye apply karna hai. Aur ye safe bhi hain.
Lekin apko loan lene se pahle ek bar interest rate calculate karni chiaye kyunki en apps mai bank loan se jyada interest rate pay karna padta hai. En sab baton ka dhyan rakhe aur loan lena hai ya nhi lena hai ye apko decide karna hai.