Navi Loan Kaise Lete Hain | Navi Instant Personal Loans App

Navi Loan Kaise Lete Hain

Dosto mai apko bata dena chahta hu ki Navi loan app ko Flipkart ke Co-founder Sachin bansal ne launch kiya tha. Logo ki regular money needs to pura karne ke liye ye app bahut achcha hain. Esse bahut kam samay mai apko personal loan mil jata hai jiska use ap personal needs, education expense, kisi loan ko repay karne main, eske alawa aur kisi other chiz ke liye kar sakte hain. Duniya mai paise ki jarurat kisey nhi hain. Sahi samay par agar paisa mil jaye to hamari bahut sari jaruratein puri ho sakti hai. Esse kafi fayda bhi hota hai. Life achche se spend kar sakte hain. Daily life ki jaruratein puri karne mai bhi bahut efforts lag jatey hai. Esi bich agar koi emergency pad jaye aur paisa pas nhi ho to bahut buri halat ho jati hai. Apko aise situation face na karna padein esliye market mai ek loan app hai. Ye app apke liye kafi beneficial prove ho sakta hai because esse apko free ghar baithey personal loan mil sakta hai. Es article mai hum janenge ki navi loan app se loan kaise le, Navi app se loan lene par interest kitna lagta hai, Navi app se kitna loan milta hai, Navi app se loan lene ki eligibility kya hai aur documents kya kya lagte hain. En sab baton ki jankari apko es article mai milegi. Navi app se loan kaise lete hai ye janane ke liye es article ko end tak jarur padhiyein.

Also Check:

Navi Loan App se Kitna Loan Milega?

Dosto Navi loan app apko Rs. 10,000 se leker Rs. 5,00,000 tak ka loan deti hain. Loan apki profile, credit score aur bank ke sath past relation ko dekh kar diya jata hain.

Also check: Dhani One Freedom Card Kya Hai | Dhani One Freedom Card Apply Online | Dhani One Freedom Card Details In Hindi

Navi App se Interest Kitna Lagega?

Navi app se apko 16% se leker 30% per annum par loan milta hain. Eskta matlab ye hua ki itna % paisa apko interest ki form mai har sal dena padega.

Also Check: Truecaller App Se Loan Kaise Le (5 Lakh Ka loan 5 Min Mai)

Navi App se Personal Loan Kitne Time Ke liye Diya Jata hain?

Dosto mai apko bata dena chahta hu ki Navi loan app apko 3months se leker 36 months tak ke liye loan deti hain. Es duration mai apne jo loan liya hota hai usey pura repay karna hota hai. Agar aap time par loan repay nhi karte hai to apko penalty bharni hoti hai.

Also check: Goto Cash App Se Loan Kaise Le [Gotocash Loan App Review]

Navi Loan Eligibility Kya Hai?

  • Apki Indian Citizenship honi chaiye.
  • Age 18 or above

Navi App se Loan Lene ke liye Documents:-

  • PAN Number
  • Aadhaar Card  

Read more: Simply Cash App Loan Kaise Le | Simply Cash Loan Review

Navi Loan App ke Benefits kya Kya Hai?

  1. Es app se aap 5 lac tak ka loan le sakte ho.
  2. Loan approve hotey hi instant bank transfer ho jata hai.
  3. Es loan ke liye Bank statement aur salary slip ki jarurat nhi padti hai.
  4. Online lene ki proess online and paperless hai.
  5. Ap EMI and Loan amount khud decide kar sakte hai.
  6. Apki loan eligibility instant check ho jati hai.
  7. Ye loan lete samay apko koi bhi Collateral (security deposit) nhi dena padta.

Also Check: Navi Loan Kaise Lete Hain | Navi Instant Personal Loans App

Navi Loan Kaise Lete Hain? | Navi Instant Personal Loan

  1. Sable pahle Navi app ko playstore se download kare le.
  2. Apna mobile number dalkar es par register kar le.
  3. Eske bad apko basic information fill karni hai.
  4. Eske bad loan amount and EMI amount ko choose karna hai.
  5. Eskbe bad Aadhar card aur pan card use karke apni KYC ko complete kar lijiye.
  6. Eske bad apni bank details dal dijiye.
  7. Bank details dalte hi loan amount instant apke bank account mai transfer ho jata hain.

Read more: Smartcoin Se Loan Kaise Le | SmartCoin एप्प पर पर्सनल लोन कैसे लें

For Example:

  • Loan Amount: 50,000
  • Interes Rate: 22%
  • Tenure: 12 Months
  • Total Interest: ₹6,160
  • Processing Fees (incl. GST): ₹1,475
  • Disbursed Amount: ₹48,525

Also check: KreditBee Loan App: Instant Personal Loan Kaise Le [Apply Onine]

Operational Cities Of Navi App

Niche di gayi cities mai ap Navi app se loan ki suvidha le sakte hain.

New Delhi, Gurgaon, Noida, Greater Noida, Ghaziabad, Faridabad, Bangalore, Mysore, Udupi, Dharwad, Kolar, Hassan, Mandya, Chennai, Tiruchirappalli, Erode, Madurai, Vellore, Salem, Mumbai, Navi Mumbai, Thane, Pune, Nagpur, Ahmed Nagar, Kolhapur, Aurangabad, Nashik, Satara, Kolkata, Hoogly, Howrah, Amritsar, Ludhiana, Jalandhar, Mohali, Ropar, Bathinda, Fatehgarh Sahib, Chandigarh, Ahmedabad, Vadodara, Valsad, Hyderabad, Secunderabad, Mahabubnagar, Indore, Bhubaneshwar, Cuttack, aipur, Udaipur, Ajmer, Alwar, Kota, Jhujhunu, Ghaziabad, Noida, Lucknow, Jhansi, Dehradun, Patna, Gaya, Ranchi, Pondicherry, Ernakulam, Kollam, Kottayam, Thiruvananthapuram, Thrissur, Visakhapatnam (Vizag), Ananthapur, Chittoor, Guntur, Krishna, East Godavari, Ambala, Karnal, Kurukshetra, Panchkula, Panipat.

Dosto apko ye jankari kaise lagi hame comment karke jarur batayein. Navi app se loan kaise le ye article aap apne friends ke sath bhi sahre karein. Jisse agar unhe loan ki jarurat ho to unhe puri information mil sakein.

Check Also

Nira Loan Kaise Le Nira Instant Personal Loan Apply Online

Nira Loan Kaise Le : Nira Instant Personal Loan Apply Online – Nira Loan App Review In Hindi

Dosto aj ke time pe mehengayi jis speed se badh rahi hai uske hisab se …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *