Dosto aj ke zamaney mai paise se kya kuch nhi kiya ja sakta ap gadi le sakte ho, bangla ke sakte ho, achi life ji sakte ho, Traveling kar sakte ho, acha khana kha sakte ho. Agar apki income achi hai to ap ek achi lifestyle ji sakte ho. Lekin Dosto aisa kar pana sabhi ke liye possible nhi hota. Kuch logo ki basic needs bhi puri nhi ho pati. Unhe har samay logo se paise mangney padtey hain. Agar unhe time pe paise mil jaye to wo bhi kuch acha kaam kar sakte hain. Apni needs puri kar sakte hain. Apne dekha hoga ki jab apko paise ki jarurat hoti hain apko logo ke samne hath felana padta hai tab bhi koi gurantee nhi hoti ki apko Udhaar mil hi jayega. Kayi bar to kayi jagah try karne ke bad nirasha hi hath lagti hain.
Aise time pe agar hame koi loan de de to life kafi aasan ho jati hain. Lekin apko hamesha ye dhyan rakhna hota hai ki ap jab bhi loan ye to usey apko time par wapas bhi karna chaiye jisse ki future mai apko jab bhi jaruat pade to ap wapas loan ke sakein. Esse apka credit score bhi acha hota hain.
Read more: Smartcoin Se Loan Kaise Le | SmartCoin एप्प पर पर्सनल लोन कैसे लें
Aj hum ek aise app ki bat karne ja rahe hai jo apko instant personal loan deti hain wo bhi kuch minutes mai aur sabse achi bat ye hai ki apko loan approval ki liye kahi jana bhi nhi padta. Aap ghar baithe loan ke liye apply kar sakte hain aur verfication ke bad loan direct verfication ke bad apke account mai aa jata hain. To ye process bahut hi simple hain. To chaliye jante hai ki KreditBee loan ke liye documents konse lagte hain, KreditBee App se loan kitne dino ke liye milta hain, KreditBee app loan eligibility kya hain, KreditBee App loan interest rate kitna hota hain, KreditBee app apko kitne tak ka loan degi. En sab bato ko es article mai hum detail mai janenge. Aap hamare sath es article mai end tak baney rahiye apko KreditBee loan app se related sari jankariya mil jayengi.
Read more:
KreditBee Kya Hai?
Dosto hum apko bata dena chahte hai ki KreditBee ek loan app hai jiske jariye ap online hi loan ke liye apply kar sakte hain. Es app ke 20 millions downloads ho chuke hai aur 2 millions satisfied customers hain. Sabse pahle apko es app ko apne mobile pe download karne hota hai fir simple process ko follow karte hue loan ke liye apply karna hota hain. Loan proess bahut hi aasan hain. Esey koi bhi follow kar sakta hain.
Read more: Fair Money Se Loan Kaise Le | Fair Money Loan Kaise Le | Fair Money Personal Loan Apply Online
KreditBee Personal Loan Kaise Le?
Dosto es article mai apko bataya jayega ki KreditBee laon app se personal loan kaise Le. Es app se loan lena bahut hi simple hain. Apko bahut kam documents ke sath hi loan de diya jata hain. Jab bhi ap loan ke liye apply karte hain to apko pata hona chiaye ki apko kitne rupess ka loan milega.
Read more: Nira Loan Kaise Le : Nira Instant Personal Loan Apply Online – Nira Loan App Review In Hindi
KreditBee Loan App se Kitna Loan Milta hain?
Dosto KreditBee se apko kitna loan milega ye es bat par depend karta hai ki apka credit score kitna hai aur purana loan repayment kaisa rha hain. KrebditBee Loan App se aap 1000 se leker 2,00,000 rs tak ka loan le sakte hai. Apke documents verify hone ke bad apko app par hi pata chal jata hai ki kitni limit apko mili hain.
Read more: Lend Mall Loan Kaise Le : Lend Mall Loan App Instant Personal Loan Apply Online
KreditBee Loan Types with Eligibility Criteria:-
KreditBee apko 3 types ke loan provide kartwata hain .
1. Flexi personal loan:
Flexi personal loan se aap minimum 1000 se leker 2,00,00 tak ka loan le sakte hain. Ye loan apko 62 days se leker 6 months tak ke liye diya jata hain. Flexi personal loan apply karne ke liye apko pan card, id, address proof ki jarurat hoti hain. Eske liye apki age 21-45 sal ke bich honi chaiye aur net monthly salary 10000 se jyada honi chaiye.
Read more: Simply Cash App Loan Kaise Le | Simply Cash Loan Review
2. Personal loan for Salaried:
Dosto ye loan aise logo ko diya jata hai jo kahi pe job karte hain. Yahan se aap 10,000 se leker 2,00,000 tak ka loan le sakte hain. Es loan ke liye apki age 21-45 sal ke bich honi chaiye. Apki salary 15000 se jayda honi chaiye. Aur apke pas current company mai 3 months work experience hona chaiye. Es loan ke liye Pan card, address proof, bank statement, salary slip dena padta hai.
3. Online Purchase Loan:
Jaisa ki apko nam se hi pata chal raha hoga. Es mai apko online purchase karne ke liye loan milta hai. KreditBee Loan apko E-vouchers provide karti hain. Jinki madad se online shopping sites jaise ki Amazon, Flipkart, Myntra par purchasing kar sakte ho.
Read more: PalmCash Loan App : PalmCash Instant Personal Loan – PalmCash Loan App Review In Hindi
Kredibt Loan App Interest Rate?
Kredbit Loan Interest rate es prakar hain.
- Flexi Peronal loan:18% to 29.95%
- Personal loan for Salaried: Start from 12.24%
- Online Purchase loan: 0 to 24%
Read more: Dhani Lifetime Free Cashback Card Details (Online Apply) 2021
KreditBee Personal Loan Features:
- Apko bahut kam documents se loan mil jata hain.
- Online loan apply hota hain to kahi jana nhi padta.
- 1000 se 2,00,000 tak ka personal loan mil jata hain.
- Paise instant account mai aa jatey hain.
- 2 months-15 months ke bich loan repayment karne ka time milta hain.
Documents Required:
KreditBee Personal loan ke liye niche diye gaye documents chaiye hotey hai-
Flexi Pay loan:
- PAN Card
- Address proof (Aadhaar Card, Voter ID Card, Passport)
Personal Loan for Salaried:
- PAN Card
- Address proof (Aadhaar Card, Voter ID Card, Passport)
- Salary account Statement (Bank se milega)
- Salary slips (Jahan aap kaam karte ho waahn se milengi)
KreditBee loan App Kitne dino ke liye Loan Deta Hai?
Dosto abhi tak aap jan hi gaye honge ki KreditBee loan apko 62 days se leker 15 months tak ka samay deti hain loan wapas karne ka. Flexi pay loan main apko 6 months ka time milta hai aur Personal Loan for Salaried mai apko 15 months tak ka samay mil jata hai loan repayment ke liye.
Read more: KreditBee Loan App: Instant Personal Loan Kaise Le [Apply Onine]
KreditBee Loan Apply Online in Hindi
KreditBee se loan lena bahut hi aasan hain. Ek simple process pura karne ke bad apko loan mil jata hai. Loan amount sidhey apke bank account mai credit kar diya jata hain.
- Apko sabse phle KreditBee Loan app ko Google play store se install karna hain.
- App ko install karne ke bad es par apne Facebook or Google account se login karna hain. Apan apne mobile number se bhi registered kar sakte hain.
- Eske bad apko apni personal details dal kar loan eligibility check karni hai.
- Eske bad apko document upload karke apni profile ko verify karna hain.
- Fir apko apni Bank Account Details dalni hain.
- Details dalne ke bad apko loan mil jayega.
Read more: Bajaj Finance Card Apply Online Free in Hindi: Bajaj Emi Card Kaise Banaye
Conclusion:
Dosto es article mai humne jana ki KreditBee loan app kya hain aur eski help se hum kaise loan le sakte hain. KreditBee Flexipay loan, Personal loan for salaried aur online purchase loan ye 3 types ke loan aap KreditBee loan app se le sakte hain. Humne es artice mai KreditBee loan Eligibility Criteria, KreditBee loan app kitne time ke liye loan deit hain, KreditBee app loan interest rate kya hota hai, KreditBee loan Documents konse hotey hain, KrebitBee loan app se kitney amount ka loan mil jata hain ye sab jana. Apko hamare dwara di gayi jankari kaise lagi hame comment box mai jarur batayein. Article ko pura padhne ke liye dhanyawad. Apke samay se badh kar kuch bhi important nhi hai.