Google Pay Se Loan Kaise Le 2021: गूगल पे लोन कैसे लेतें हैं?

Kya dosto apne Google pay na naam suna hain…Agar naam suna to jarur ye apko mobile mai install bhi hoga. Aj esi se hi judi ek rochak janakri hum apke sath share karenge. Dosto kya apko kabhi paise udhaar lene ki jarurat padi hain. Lekin kya har bar yahi problem rahti hai ki apko jarurat ke hisab se loan nhi mil pata to ab apko chinta karne ki jarurat nhi hain. GooglePay se ab aap loan bhi le sakte hain. Es article mai hum apke sath yahi janari share karenge ki Google pay se laon kaise le.

Google Pay Se Loan Kaise Le

Google Pay apko digital payment ki suvidha to deta hi hai sath hi sath ap es application se loan bhi le sakte hain. Es app ki shuruwat ek payment app ke rup mai hue thi lekin bad mai Google ne es mai other service ko bhi add kar diya.

Es app se app credit card payment, Electricity payment, Water bill payment, online shopping, etc bahut si chize kar sakte hain. Aur sabse achi bat hai ki jarurat padne par ap personal loan bhi le saktein hain. Apko es bat ki chinta karne ki jarura nhi hai ki Google pay se loan kaise le. Apko eski puri janakri es article mai di jayegi. Bs apko karne ye hai ki es puri post ko end tak padhna hai fir Google pay loan se related apke sare questions ka answer apko mil jayega. To chaliye shuru karte hain-

Read more: Simply Cash App Loan Kaise Le | Simply Cash Loan Review

Google Pay Se Loan Kaise Lete Hain

Google Pay se loan lene ke liye apko step by step process follow karna hoga jiske bare mai apko es article mai bataya jayega. Apko loan kaise milega aur other information dene se pahle apko batana chahunga ki Google Pay khud apko loan nhi deta hain. Google Pay se bahut si Loan companies se partnership kar rakhi hain. Wo companies apko loan deti hain. Ap Google pay se loan ke liye apply karte hain tab apki request en companies ke pas send ki jati hain. Jis bhi company ko apne loan lene ke liye select kiya hota hai wo apke document check karti hain. Yadi aap eligibility criteria pura karte hai to apko loan de diya jata hain.

Google pay waise to ek online payment app hai lekin apko eski help se personal loan bhi mil jata hain.

Read more: Dhani Lifetime Free Cashback Card Details (Online Apply) 2021

Google Pay se kitne ka loan milta hain?

Kisi bhi loan ke liye apply karne se pahle apko dhyan hona chahiye ki apko jitna jarurat hai utna loan mil bhi raha hai ya nhi. Loan kitne ka mil rha hai ye jan lene se aap loan ke liye easily apply kar sakte hain. Apki janakari ye liye bata dein ki Google pay se apko 5 lac tak ka loan mil sakta hain. Yadi apke sare documents sahi hain aur ap loan ke liye eligible hai to apko 5 lac jaise badi rakam ka loan mil sakta hain. Apko loan kitna approve hoga ye apke credit score ke base par decide kiya jata hain.

Read more: Dhani One Freedom Card Kya Hai | Dhani One Freedom Card Apply Online | Dhani One Freedom Card Details In Hindi

Google Pay Loan Interest Rate?

Dosto jaisa ki hum apko bata chuke hai ki Google pay se khudse koi loan nhi deta hai. Ye other companies ke sath milkar partnership karta hai aur hame loan provide karwata hain. Google pay se loan lene par apko waise to 0% interest dena pdta hai lekin apse interest charge bhi kiya ja sakta hain. Interest rate kitna hoga ye ap konsi company se loan le rahe hai aur apka credit score kaisa hai normally en dono chizo pe depend karta hain. Baki Loan company decide karti hain ki customer se kitna % interest liya jayega. But apko yahan par ghabrane ki jarurat nhi hain. Apse interest kam se kam charge kiya jayega kyunki ye companies hai hi esliye ki apko online aur kam interest rate par loan provide karaya ja sakein.

Read more: PalmCash Loan App : PalmCash Instant Personal Loan – PalmCash Loan App Review In Hindi

Google Pay Se Loan Kitne Din ke Liye Milta Hai?

Google Pay app par aap jis bhi company se loan lete hai wo sab alg alg duration ke liye apko loan deti hain par agar ek range nikali jaye to hum kah sakte hain apko 4 months ke leker 60 months take liye loan google pay app se mil jata hain. Ye jankari change hoti rahti hai to loan lene se pahle ap ek bar check kar lein. Normally jab aap loan ke liye apply kar rahe hote hai tab hi apko bata diya jata hai ki loan kitne time ke liye apko diya jayega.

Read more: KreditBee Loan App: Instant Personal Loan Kaise Le [Apply Onine]

Google Pay Loan Documents Required

Dosto Google pay se loan lena bahut hi aasan hain apko bahut kam documents ke sathi hi loan approve kar diya jata hain –

  1. Apke pas aadhar card hona jaruri hain.
  2. Apke pas Pen Card hona jaruri hain.

Read more: Nira Loan Kaise Le : Nira Instant Personal Loan Apply Online – Nira Loan App Review In Hindi

Google Pay Loan Eligibility Criteria

  • Google Pay se loan lene ke liye apka bharat ka citizen hona jaruri hain.
  • Google pay se loan lelen ke liye apki age 18yrs – 59yrs ke bich honi chaiye
  • Google pay se loan lene ke liye apke pas income ka source hona jarui hain.
  • Apka credit score shi hona jaruri hain.

google pay me loan milta hai ki nahi?

Bahut se logo ko ye doubt hoga ki Google pay se loan mil hai ya nhi. Lekin mai apko bata du ki Google Pay se aap loan le sakte hain. Google loan companies ko apna platform provide karwata hai jisse ki coustomer jaise ki aap aasani se loan ke liye apply kar sakein.

Read more: Vizzve Loan Instant Personal Loan Apply Online | Vizzve Loan App Se Loan Kaise Liya Jata Hai | Vizzve Student Loan

Google Pay Loan Features:-

  • Offer loan Up to 5,00,00
  • Online process for loan Verification.
  • Instant Loan approval and Disbursal
  • Minimum documentation
  • Flexible Repayment.
  • Minimum Interest Rate
  • Trust by Over 10 crore Indians.

Read more: Smartcoin Se Loan Kaise Le | SmartCoin एप्प पर पर्सनल लोन कैसे लें

Google Pay Personal Loan Apply | Google Pay Se Loan Kaise Le?

Google personal loan apply karna bahut hi aasan hain. Google Pay se loan lene ke liye apko niche di gayi process ko follow karna hoga:-

  • Sabse phle apko Google Play Store se Google Pay app ko download & install karna hai apne android device pe.
  • Eske bad apko Google pay par apne number ko register karna hai.
  • Eske bad apna bank account eske sath link karna hain.
  • Fir apko Google pay ke home page par aana hain wahan par apko Business & Bills ka option milega.
  • Eske niche agar kuch loan companies ke nam dikh rahe hai jaise Zestpay etc. to un par click kijiye nhi to apko Explore pe click karna hain.
  • Eske bad Apko Finance wale option pe jana hai…
  • Eske bad apne mobile number dalna hain.
  • Fir apni personal details enter karni hogi.
  • Uske bad apne doucments upload karke unhe verify karna hoga.
  • Verify hone ke bad agar apse koi aur details mangta hai to ap dal dein.
  • Verification ke bad apko apni limit pata chal jayegi.
  • Sari janjari accept karne ke bad apko apne bank account ki jankari bharni hogi.
  • Sari process hone ke bad final verification hoga.
  • Process complete hote hi apke pas notification aa jayega ki apke khatey mai loan ki rakam aa chuki hai.
  • Yha pe apko bahut sari companies mil jayengi. Apko kisi bhi ek company pe click karna hain jiske aage Get credit likha ho.
  • Eske bad apko apni mail id se es par sign in kar lena hain.
  • Ab aap es money ka use kar sakte hain.

Read more: Vizzve Loan Instant Personal Loan Apply Online | Vizzve Loan App Se Loan Kaise Liya Jata Hai | Vizzve Student Loan

Conclusion:

google pay loan kaise le in hindi article apko kaise laga hame comment karke jarur baayein. Humne jana ki Google Pay loan interest rate kitna hota hain, Google pay loan kitne time ke liye milta hian, Google pay loan doucments required kya kya hain, Google pay loan Eligibility Criteria kya hain, Google pay loan interest rate kya hain. Ye sabhi humne es article ke madhyam se jana. Yadi apko ye article acha laga ho to apne friends ke sath share karein. Apne article padhne ke liye apna kimati waqt diya eske liye bahut bahut dhanyawad.

Check Also

Fair Money Se Loan Kaise Le

Fair Money Se Loan Kaise Le | Fair Money Loan Kaise Le | Fair Money Personal Loan Apply Online

Dost agar apko kabhi jivan mai paise ki problem aayi hai to apko pata hoga …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *