Dost agar apko kabhi jivan mai paise ki problem aayi hai to apko pata hoga ki paisa kitna important hota hai life main. Eske bina kuch kaam nhi ho pata. Agar paisa hai to hum apni jarurat ki sari chizey kar saktey hain. Paiso ki kimat un students se puchiye jo paiso nhi hone ke chakkar mai bahar padhne nhi ja payein ya fir apne desh mai hi college ki fees nhi de payein. Aj kal ki education hi itni costly ho gayi hai ki common student to achchi education lene se phle do bar sochta hai ki bade college ka form bharey ya nhi. Yahi hal har jagah pe hain…Wo to acha hai ki digital india ke aaney se hamey kuch sahuliyat mili hain. Aise companies aage aa rahi hai jo apke aur mere jaise logo ko bhi bina jyada documents liye loan deti hain..Paiso ki sabse jyada important tab hoti hai jab uski jarurat ho…Jarurat ke time pe jo paise milte hai wo sabse jyada useful hotey hain. Jarurat khatm hone ke bad ap chahe kitna bhi paise manage kar lo uski itni value nhi hoti.
Dosto apko chinta karne ki jarurat nhi hai mai aj apke sath ek aise loan app share karne ja rha hu jiski help se apko easily loan mil jata hain. Ji han dosoto mai bat kar rha hu Fair Money Loan App ki. Es app se apko 750Rs se leker 50,000 tak ka loan mil jata hain. Eske alawa hum ye bhi janenge ki Fair Money loan app se loan kitne time ke liye milta hain? Fair Money Loan App se interest kitna lagta hain, Fair Money App se loan kitne ka milta hain? Fair money app se loan lene ke liye eligibility criteria kya hain. Aisey kayi batein hum es article mai aage discuss karenge.
Fair Money Loan App Kya hain?
Dosto mai apko batana chahta hu ki Fair Money ki starting 11 January 2018 ko hue thi. Fair Money Instant Personal Loan app hai jo apko 750rs se leker 50,000 tak ka loan provide karwati hain. Es app se apko easily loan mil jata hai wo bhi kam doucments main. Aur sabse badi bat hai ki es app ke 5millions se bhi jyad subscribers hain.
Read more: Nira Loan Kaise Le : Nira Instant Personal Loan Apply Online – Nira Loan App Review In Hindi
Fair Money Loan App se kitna loan milega?
Dosto apko mai bata dena chahta hu ki Fair money app se apko kam se kam 750 Rs aur maximum 50,000 tak ka loan mil sakta hain
Read more: Nira Loan Kaise Le : Nira Instant Personal Loan Apply Online – Nira Loan App Review In Hindi
Fair Money Loan App se Interest Rate Kitna lagta hai?
Dosto mai apko bata du ki fair money app se loan lene par apko 12% se leker 36% Annually interest pay karna padta hain.
Read more: PalmCash Loan App : PalmCash Instant Personal Loan – PalmCash Loan App Review In Hindi
Fair Money App se Loan kitne time ke liye Milega?
Failr money app se loan lene ke bad apko 61 se leker 180 days ka time milt hai loan ko repay karne ka.
Read more: Paytm Personal Loan Kaise Le : पेटीएम से लोन कैसे ले?
Fair Money Loan Eligibility
- Apka Indian Citizen hona jaruri hain
- Apki age 18yrs se jyada honi chaiye.
Fair Money Loan ke liye Kin kin documents ki jarurat hogi hai?
- Aadhar Card
- Pan Card
Why Choose Fair Money?
- Fair Money se loan lene ki puri process online hain.
- Fair Money se 5 minute mai loan approve ho jata hain.
- Es mai koi hidden fees nhi li jati hain.
- Loan ko repay karne ke kafi options mil jatey hain.
- Loan ko time par pay karne se credit score achcha hota hain.
- Es mai loan amount sidhe bank account mai credit ho jata hain.
- Es mai apke past credit score ko consider ni karte hain.
Read more: Navi Loan Kaise Lete Hain | Navi Instant Personal Loans App
Fair Money Se Loan Kaise Le?
- Sabse phle apko fair money ko playstore se download karna hain.
- Uske bad apko es par apna mobile number register karke ek MPin set karna hain .
- Eske bad apko apni personal information dalni hain.
- Eske bad apko documents upload karne hain.
- Eske bad apko kuch questions ke answers dene hain .
- Eske bad apka loan approve hote hi apke bank account mai credit ho jayega.
Dosto es tarah humne jana ki Fair money se loan kaise lete hain. Fair money loan app se kitna loan milta hain, Fair money loan app pe kitne interest pay karna padta hain, Fair Money Loan App se kitne time ke liye loan milta hain, Loan eligibility kya hain, Loan doucments kya lagte hai ye sab humne es article mai jana. Yadi apko article pasand aaya ho to es post ko share jarur karein. Dhanyawad…..