Dhani Lifetime Free Cashback Card Details (Online Apply) 2021

Dosto aj hum es article mai apko Dhani Free Caskback card ke bare main bataney wale hain. Es Card ki madad se apko kafi Cashback mil sakta hain. Ye Card Dhani One Freedom Card se alag hain. Es card ka use karke aap kafi paisa bacha sakte hain.

Dosto agar ap koi item purchase kar rahe hain aur apko us par thodi sa discount mil jaye to apko kais lagega. Genuine si bat hai ki apko acha hi lagega. Agar man pasand ka item apko kam rate par mil jaye to achcha hi lagta hain. Dhani Free CashBack Card se purchasing karne par apko kuch cashback milta hain. Aap jo bhi item purchase kar rahe hai uske liye apko kam pay karna padta hain.

Dhani Lifetime Free Cashback Card

Es post mai hum janenge ki Dhani Free CashBack Card kaise milega, Dhani Free CashBack Card ke liye konse documents lagey hain, Dhani Free CashBack Card se kitne paise milenge, Dhani Free CashBack Card ke liye kon apply kar sakta hain, Dhani Free Cashback Card ke benefits kya hain. En sabhi bato ki jankari apko es post mai di jayegi. Apko kitna cashback milega ye bhi jankari es post mai di jayegi.

Read more: TVS Credit EMI Card Apply Online | InstaCard कैसे Activate करे | InstaCard Review

Dhani Free CashBack Card Kya Hai?

Dosto mai apko bata dena chahta hu ki Dhani Free Cashback Card kya hain? Ye ek debit card ki tarah hai jis mai pahle apko paise load karne padte hain. Fir us paise ka use purchasing mai karne par apko Cashback milta hain.

Es card ke sath apko Doctor ke sath consultation bhi free milta hain. Dhani App ke es card ke launch hone ke bad se hi ye kafi popular card ban gya hain.

Dhani Free CaskBack Card par Kitne % Cashback Milta hain?

Dhani Free CashBack Card ka fayda ye hai ki es mai apko cashback mil jata hain. Agar ap koi bhi Online or Offline purchasing karte hain to apko 2% Cashback milta hain.

Es card se aap Fuel, Utililty bill payments, Grocery bill, etc ka payment karne par cashback mil jata hai.

Dhani Free Cashback Card Benefits/USe

  1. Es Card par apko koi bhi Hidden charges nhi dene padtey.
  2. Ye hard apke liye Lifetime Free hain.
  3. Es card ki help se aap 30 lac se bhi jyada Online and Offline Stores par puchasing karke Cashback receive kar sakte hain.
  4. Es card ka use karne ap Kirana, Patrol, mobile recharge etc ke liye kar sakte ho.
  5. Es card se purchase karne par apko daily 2% Cashback milta hain.
  6. Es card se app contactless payment kar sakte hain.
  7. Es card ko ap Physical form mai bhi le sakte hain.

Why Dhani Free Cashback Card?

  1. Es card par apko koi Hidden charges nhi dene padtey.
  2. Es card par apke transactions achche hone par apko pre-approved loan offer bhi mil sakta hain.
  3. Es card mai apko time to time Gift milte hain.
  4. Es card se purchase karne par apko Cashback milta hain.
  5. Ye card ek dum safe and secure hain.
  6. Es mai koi aise condition nhi jisse apko eska use karne mai prob aaye.

Dhani Free Cashback Card Promo Code

Dhani Free CashBack Card se 100Rs earn karne ke liye Promo code hain ->> COU100

Dhani Free Cashback Card Kon Kon Le Sakta hain (Eligibility Criteria)?

  1. Apke pas India ki citizenship honi chaiye.
  2. Apki age minimum 18yrs aur maximum 56yrs honi chaiye.

Dhani Free Cashback Card Lene Ke liye Konse Documents Ki Jarurat Padegi?

  1. Pan Card
  2. Aadhar Card

Dhani Free Cashback Card apply Online | Dhani Free CashBack Card Kaise Le?

Dhani Free Cashback Card lene ki puri process online hai jo ki es prakar hai-

  1. Sabse pahle apko Dhani app ko Google playstore or App Store se Download karna hain.
  2. Eske bad apko apna Mobile number dalkar verify karna hain.
  3. Eske bad jaise ap bank debit card ka pin set karte hain eska bhi pin set kar lein.
  4. Next step mai apko Pan card number dalna hain.
  5. Eske bad Aap Home Screen par aa jayenge.
  6. Home page par apko Dhani Free Cashback Card search karke us par click karna hain.
  7. Thoda Scroll down karein aur Dhani Free Cashback Card Promocode dalne ki jagah search karein.
  8. Promo Code fill karne ke bad apko Get Free Card Now par Tap karna hain.
  9. Apna Aadhar number dalkar KYC ko pura karna hain. Apni DOB bhi fill kar dijiye.
  10. Apni details check karne ke bad apko apna Email Id dalna hain aur uske bad aage badh jana hain.
  11. Eske bad apko ek Form Milega jis mai Mobile Number, Email, PAN Number, Mother Name and Other Details dalkar Submit par click karna hai.
  12. Eske bad apko apni Selfie or Picture upload karna hai aur aage badhna hain.
  13. Next Step mai apko Activate Only Free Cashback Card par click karna hain

Note: Dhyan rakhein ki yahan par apko galti se bhi Avail Now par Click nhi karna hain. Es par click karte hi apka Dhani Freedom Card Activate ho jayega.

14. Ab Apko MPIN set karna hain aur 100rs Promo Code wale apke Dhani Wallet mai show hone lag jayenge.

Fhani Free Cashback Card Customer Care Number

Phone Number: 0406 165 7222

Email: care_dhani@indiabulls.com

Dosto es tarah humne dhani lifetime free cashback card review kiya aur es card se related sari details ko jana. Apko es post main Dhani Free Cashback Card Lene Ke liye Konse Documents Ki Jarurat Padegi, Free Cashback Card Kon Kon Le Sakta hain (Eligibility Criteria), Dhani Free Cashback Card Benefits/USe Dhani Free CaskBack Card par Kitne % Cashback Milta hain, Dhani Free CaskBack Card kya hai ye sab janakari di gayi. Yadi apko Dhani free cashback card in hindi post pasand aayi ho to hame comment karke jarur batayein. Aur apko dhani free cashback card details mai aur kuch bhi puchna ho to ap comment section mai puch sakte hain.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *