Dosto agar ap ye search kar rahe hai ki Atm Se Loan Kaise Lete Hain to ap ek dum sahi jagah par hain. Loan lena aj time ke time par kafi aasan ho gya hain. Banks bhi daily new ways search karti hai ki kaise loan dene ki process ko easy kiya jaye. Eska hi ek tarika hai ATM se loan. Ji han dosto ab ap ATM se bhi personal loan ke liye apply kar sakte hain. Eska ek fayda ye bhi hai ki apko bank visit karne ki bhi jarurat nhi padti.
Apko ye sab padhke bahut ajib sa lag raha hoga ki ap abhi tak ATM ka use only paise withdraw karne ke liye karte ho lekin ATM se paise nikalna bhi possible hain. ATM se loan lene ke liye apko koi bhi security dene ki jarurat nhi hoti. ATM ka use karke ap 15 lac Rupees tak ka personal loan ke sakte hain. Aj kal bahut sare aise banks hai to ATM Card se loan ki facility provide karwate hain. En mai kuch popular banks jaise SBI, HDFC, ICICI banks shamil hain.
Atm Se Kaise Loan Le Sakte Hain
Dosto ATM se personal loan ki facility un customers ko easily mil jati hai jinke accounts mai transactions ache hote hai aur jinka Cibil score achcha hota hai. Ek fix income source hone par bank apko khudse pre-approved personal loan ka offer deta hai.
Es pre-approve loan ko avail karne ke liye apko ATM par jana hai aur apka card swipe karna hain. Eske bad apko screen par loan ka option bhi show hota hain. Ap es par click karke apni details fill kar sakte hain aur agar ap loan ke liye eligible hote hai to apko eske bad ki process ke liye bank ki taraf se call receive hota hai.
ATM Se Personal Loan ki Eligiblity
Dosto agar apko ATM se personal loan lena hai to niche di gayi eligibility ko pura karna hoga –
- Ap ek Indian Citizen hone chaiye.
- Apka Credit Score acha hona chaiye.
- Apke pas income ka source hone chaiye.
- Apki age 21 se 60 yrs ke bich honi chaiye.
Some Key Points About Atm Card Se Loan
- Es loan ko apne ATM card ke jariye apply kar sakte hain.
- Loan repay karne ke liye apko 5 sal tak ka time mil jata hain.
- Ap apne ATM se 15 lac tak ka loan le sakte hai.
- ATM se loan dene se pahle bank apka credit score check karti hai.
- Apko apne loan offer mai Interest rate, Processing Fee, and monthly instalment ke bare mai information di jati hain.
- Ye process completely online hoti hai.
- Ye ek personal loan hota hai to es mai apko koi bhi security nhi deni padti hai.
- Apne personal loan amount ka use kisi bhi legal expense mai kar sakte hain.
Sbi Atm Se Personal Loan Kaise Le?
Post ke es section mai hum janenge ki SBI ATM se loan kaise milega.
- Apke pas SBI ka active debit card hona jaruri hain.
- Apne ATM(Debit) Card ko leker kisi bhi pas ke SBI ATM par jaye.
- ATM card se machine par swipe karne ke bad apko screen par Personal loan ka option show hoga.
- Personal loan ke option kar apko click karna hai. Apko aage kya karna hai eska instructions apko screen par milta jayega.
- Es process ko pura karne ke bad loan apke account mai credit ho jayega.
- Es loan ki EMI apke account se har month deduct ho jayegi.
- Yadi apke bank account par already pre-approved personal loan ka offer hai to apko loan aur bhi jaldi mil jayega.
Dosto es tarah apne dekha ki SBI se personal loan lena kitna aasan hain. SBI ki branches India mai har jagah par hai. Esliye ATM se loan lena aur bhi aasan ho jata hain. Ab ap achi tarah jan gaye honge ki atm machine se loan kaise lete hain. Eske alawa HDFC aur ICICI bank bhi apko ATM Card se loan lene ki facility provide karwate hai. HDFC to ye claim karta hai ki wo apne customer ka 10 seconds mai personal loan approve kar deta hai. Aur agar ap bank ke customer nhi hai aur loan ke liye eligible hai to 4hrs ke ander apka loan approve ho jata hain.
ATM se personal loan ki suvidha milne ke karan ab personal loan lena aur bhi aasan ho gya hai. Wo din gaye jab loan lene ke liye banks ke kafi chakkar lagane padte the.
Dosto agar apko atm se personal loan kaise le or atm machine se loan kaise lete hain post achi lagi ho to es post ko apne friends ke sath share kare jisse ko bhi urgent loan le sake. Thanks for reading this post.
Incoming Search Terms:–
atm card se loan kaise liya jata hai, sbi atm se loan kaise lete hain, atm card se loan, atm se personal loan kaise le, atm machine se loan kaise lete hain, hdfc atm se loan kaise liya jata hai, atm card se loan kaise milta hai, atm se kaise loan le sakte hain, atm card se loan le, icici bank atm se loan kaise le, sbi atm card se loan kaise le, sbi atm se personal loan kaise le